Sunday 1 May 2011

NARI KA APMAAN

KYA KHTA KI NARI NE, KYUN BNA NAR HEWAAN ?

KYUN HO RAHA HAI PHIR BHARAT ME NARI KA APMAAN ?

KYUN BHULTE HO TUM, TUMHE BHI NARI NE JANAM DIYA HAI.

PET APNA KAT KATKAR TUMHARA PET BHRA HAI.

KUCH TO YAAD KARO TUM, US NARI KA AHSAAN.

JAB BHI CHOT LAGI TUMKO, LIYA US NARI NE THAM.

NO MAHINO KI PIDA SAHKAR USNE, TUMKO JANAM DIYA HAI.

JAB BHI TUMKO DHUNP LAGI,TAB HI SIR PAR AANCHAL KIYA HAI.

JIS DEVI KI PUJA KARTE HO WO BHI TO EK NARI HAI.

WO SHAKTI KI DEVI HAI, YE ORAT BECHARI HAI.

NARI APNE MATHE PAR SINDUR KYUN LAGATI HAI ?

KYUNKI WO APNE SUHAG KI HARDUM SALAMTI CHAHTI HAI.

PHIR KYUN US NARI KO ITNA STAYA JATA HAI ?

DAHEJ NA MILNE PAR KYUN USE JLAYA JATA HAI ?

JIS DES ME NAHI MILTA NARI KO SAMMAN ,

WO DES BAN JATA HAI NISCHIT HI SHAMSHAN.

7 comments:

OM KASHYAP said...

bahut hi sunder hakikat baya karti sunder kavita

OM KASHYAP said...

bahut hi aha likhte he aap
aapka aabhar

अविनाश मिश्र said...

achcha likhte hain aap.. isi tarah likhte rahen... mere blog per apna keemti wakt dene k liye bahut bahut dhanywad... aate rahiyega

SAJAN.AAWARA said...

OM BHAI AVNIS BHAI , AAKA DHNYWAD. .. . . . . .APNE DIL KE SAARE GUM AB KHOLKAR RAKH DUNGA, KYA HUA ME BADNAAM HUA PAR BADNAAM USE BHI KAR DUNGA.

ZEAL said...

भावुक कर दिया आपकी रचना ने । काश लोग समझ पाते नारी के अंतर्मन को ।
बधाई एवं आभार।

SAJAN.AAWARA said...

APKA BAHUT DHNYWAD MAM, JO MERI RACHNA KO PADHA. . . . . . .ME APNA BEST DENE KI KOSIS KARUNGA. . .

soniya said...

बहुत खूब