Thursday 5 May 2011

NARI KA BLAT_ _ _R

HE NAR KYUN NARI KO TUM ITNA STATE HO?
HAVAS ME ANDHE HOKAR HEWAAN KYUN BAN JAATE HO?
KYUN KARTE HO TUM NARI PAR ATYAACHAR?
KYUN KARTE HO TUM ISKA BLAT_ _ _R?
JISNE TUMKO PALA POSA JISNE TUMKO GYAN DIYA,
USI NARI KA PHIR TUMNE KYUN APMAAN KIYA?
ISNE TUMKO BDAA KIYA ISNE TUMKO NAAM DIYA,
KYUN PHIR TUMNE ISAKO NA UCHIT SAMMAAN DIYA?
RAAVAN NE BHI EK NARI KI IJJAT PAR HATH DALA THA,
PHIR BHAGWAAN RAM NE USKO MAAR DALA THA
AGAR SHOK HAI TUMKO BHI MARNE KA,
TO JAHAR KHAKAR MAR JAO
PAR KISI NARI KO TUM UN NA TADPHAO।
KISI NARI KO CHEDNE KI AGAR DIMAG ME BAAT AAYI HO,

TO USSE PAHLE YE SOCHO KI TUM BHI EK MAA KE BETE
OR BAHAN KE BHAI HO।
NARI KOI VASTU NAHI JISKO BHOGA JATA HAI,
YE TO WO DEVI HAI JISKO PUJA JATA HAI।
KAH RAHA HAI AAJ TUMKO YE NISHANT BALIYAN,

KROGE AGAR TUM INKA BHLA TO HOGA TUMHARA BHI KALYAAN...

(ME MAFI CHAHUNGA HINDI ME NA LIKHNE KE KARAN, KYUNKI ME AIR FORCE ME HUN OR ASSAM ME ESI JAGHA PAR POSTING HUN JAHA PAR CAFE KI SUVIDHA NAHI HAI OR TIME BHI NAHI MILTA। TO ME APNE MOBILE PAR HI KARTA HUN)


12 comments:

ZEAL said...

निशांत जी , बहुत सुन्दर कविता लिखी है आपने। काश लोग इस मर्म को समझ सकते।

संजय भास्‍कर said...

सुन्दर कविता लिखी है आपने

OM KASHYAP said...

भावनाओं को सुन्दर शब्द दियें हैं आपने, आभार.

SAJAN.AAWARA said...

DIVYA MAM, SANJAY SIR , OM BHAI AAP LOG MERI RACHNAO KO PADHNE KE LIYE APNA KIMTEE TIME DE RAHE HAIN USKE LIYE ME BAHUT AABHARI HUN. . . . . . . . AAP LOGO KA PYAAR UN HI MILTA RAHE. . . . JAI HIND JAI BHARAT

Anonymous said...

jai hind jai bharat....
aapke pyar jo mujhe comment ke roop me roj prapt hote hai ....
mujhe bahut accha lagta hai ki koi hume bhi samhjne wala hai is duniya me

Anonymous said...

aap apna kimti samay mujhe padne ke liye kharch karte hain main aapka bahut aabhari hoon

Anonymous said...

bade bhai hindi sahitya dhire dhire wilupt ho rahi hai ....
ase me isko toda sa bhi bachane ke liye bloging bahut accha sadhan hai

Anonymous said...

yahan ase doston se mulakhat hoti hai jo hume samhjte hain aur protshan dete hain,,,,,dhanyawad

देवेन्द्र पाण्डेय said...

नारी के प्रति सम्मान का भाव और हिंदी में न लिख पाने की पीड़ा दोनो की जितनी भी प्रशंसा की जाय कम है। मैने नोकिया सी-2 मोबाइल के बारे में प्रवीण पाण्डेय जी के पोस्ट में पढ़ा है। हो सके तो उसका जुगाड़ करें। शुभकामनाएँ..

नीलांश said...

bahut hi accha sandesh bharati rago me aapki rachna...

Nishant ...

जीवन और जगत said...

निशान्‍त भाई, आप जिन परिस्थितियों में ब्‍लागिंग कर रहे हैं,उससे पता चलता है कि आपमें ब्‍लॉगिंग के प्रति कितना जुनून है। आशा है कि हिन्‍दी ब्‍लॉगिंग की बढ़ती धमक को देखकर मोबाइल निर्माता मोबाइल फोन में भी हिन्‍दी लिपि टाइपिंग के बारे में या युनीकोड सुविधा डालने के बारे में कुछ करने को मजबूर हो जायेंगे।

SAJAN.AAWARA said...

PANDEY SIR NISHANT BHAI OR GHANSHYAAM SIR AAP LOGO KA BAHUT AABHAR. . . .