Sunday 1 May 2011

ADAON KA ASAR

MERA DIL NADAN KUCH IS KADAR THA,

WO KHELE KHILONA SAMJHKAR
OR
YE BEKHABAR THA.

BDE SAATIR THE WO ,

PAR YE DIL SAMJH NA PAYA.

SHAYAD UNKI ADAON KA KUCH ASAR THA.

10 comments:

OM KASHYAP said...

बहुत खूबसूरत रचना ,शुभकामनाएं

Deepak Saini said...

bahut khoob

ZEAL said...

शायद उनकी अदाओं का कुछ असर था...वाह ! क्या बात !

SAJAN.AAWARA said...

OM BHAI, DEEPAK BHAI, DIVYA MAMA APKA BAHUT BAHUT SUKRIYA...EK HI DUA HAI RAB SE AAP HUME UHI PYAR KARTE RAHE, JAB JAUN IS JAHAN E FANI SE SABKI YAAD LETA JAUN.

Anonymous said...

बहुत सुन्दर निशांत जी ,,,एक एक शब्द मन को छु गया
ऐसे ही हमारे ब्लॉग पर आकर हमसे प्यार ज़ताते रहे ,,,,,,,,,,,,,
आपका पी के शर्मा

डॉ. जेन्नी शबनम said...

achha laga padhkar, shubhkaamnayen.

पूनम श्रीवास्तव said...

nishant ji
bahut bahut dhanyvaad jo mere blog par aaye .
aap to bahut hi achha likhte hain yun dil me dard ko chhupaaye rahenge to jivan bahut hi mushkil ho jaayega.aasha ki kiran ko dil me jagah dijiye fir dekhiye jindgi ka rang hi badal jaaye ga
bahut hi
PAR YE DIL SAMJH NA PAYA.

SHAYAD UNKI ADAON KA KUCH ASAR THA.
bahut hi achhi lagi ye panktiyan.
dhanyvaad sahit
poonam

संजय भास्‍कर said...

खूबसूरत खूबसूरत

SAJAN.AAWARA said...

Pk bhai , jenni mam, poonm mam, sanjay sir, aap logo ka bahut bahut aabhar jo aapne apna kimtee samay nikalkar meri rachnao ko padha, or sraha.. Me aap logo ko ek baat btaana chahta hun ki me mobile se net use karta hun isliye apni maatr bhasa me me nahi likh pata hun or na hi thik se adjust kar pata hun iske liye mujhe khed hai. . . . . Jai hind jai bharat

Unknown said...

Kya baat h...ati Sundar...Kya likhte ho aap...m big fan of you